ustaad mohtaram israaf ki kya tareef hai ? agar kisi shakhs ki istetat bohat ziyada ho aur woh valima mein is ke mutabiq kharch karey aur is ke parosi is se bohat kam istetat rakhtay hain kya woh israaf mein aayega ?

استاد محترم اسراف کی کیا تعریف ہے؟ اگر کسی شخص کی استطاعت بہت زیادہ ہو اور وہ ولیمہ میں اس کے مطابق خرچ کرئے اور اس کے پڑوسی اس سے بہت کم استطاعت رکھتے ہیں کیا وہ اسراف میں آئے گا؟