23021701 – Ek aitraaz aaya hai ke sooraj aur zameen ke mutalliq tadabbur quran ke duroos ki videos mein jo tasweerain dikhayi gayi hain unsey pata chalta hai ke aapka aqeedah heliocentric hai – ke sooraj center mein hai aur harkat nahi karta aur zameen sooraj ke gird gardish karti hai. Jabkey is aqeeday ko ulama karaam ne kufr qarar diya hai? barahe karam iski wazahat karen.

23021701 - ایک اعتراض آیا ہے کہ سورج اور زمین کے متعلق تدبر قرآن کے دروس کی وڈیوز میں جو تصویریں دکھائی گئی ہیں ان سے پتہ چلتا ہے کہ آپ کا عقیدہ ہیلیوسنٹرک (Heliocentric) ہے - کہ سورج سنٹر میں ہے اور حرکت نہیں کرتا اور زمین سورج کے گرد گردش کرتی ہے۔ جب کہ اس عقیدے کو علماء کرام نے کفر قرار دیا ہے؟ برائے کرم اس کی وضاحت کریں۔