aik larki sufiyat se salafiyat ki taraf aayi hai lekin is ki saari family abhi bhi sufi hai aur woh log sufiyat ke saaray tor tareeqay karte hain jaisay ke yahan Kashmir mein dosray saaray sufi log karte hain. kya mein Allah par tawakkal karte hue is larki se rishte ki baat karo ya nahi? kyunkay agay shadi ke waqt aur baad mein is ke family ki taraf se dushwariyan ho sakti hain. ustaad aap mujhe kya naseehat karte is barey mein

: ایک لڑکی صوفیت سے سلفیت کی طرف آئی ہے لیکن اس کی ساری فیملی ابھی بھی صوفی ہے اور وہ لوگ صوفیت کے سارے طور و طریقے کرتے ہیں جیسے کہ یہاں کشمیر میں دوسرے سارے صوفی لوگ کرتے ہیں ۔ کیا میں اللہ پر توکل کرتے ہوئے اس لڑکی سے رشتے کی بات کرو یا نہیں ؟ کیونکہ آگے شادی کے وقت اور بعد میں اس کے فیملی کی طرف سےدشواریاں ہو سکتی ہیں۔ استاد آپ مجھے کیا نصیحت کرتے اس بارے میں