Hadees mein hai ke ramadaan mein jannat ke darwazay khol diye jatay hain aur jahannum ke darwazay band kar diye jatay hain. to kya ramadaan mein mrney waley se hisab o kitaab, ya qabar ka azaab liya jayega ya yeh ramadaan ke baad ho ga? hadees ki wazahat kar den

حدیث میں ہے کہ رمضان میں جنت کے دروازے کھول دیے جاتے ہیں اور جہنم کے دروازے بند کر دیے جاتے ہیں تو کیا رمضان میں مرنے والے سے حساب و کتاب، یا قبر کا عذاب لیا جائے گا یا یہ رمضان کے بعد ہو گا؟ حدیث کی وضاحت کر دیں۔