[put_wpgm id=2]
  • No categories
  • Douran saee agar qazaye haajat mehsoos ho aur dobarah wazu kiye to kya shuru se saee karein ya jis chakkar se ruke waheen se shuru karein ?

    دوران سعی اگر قضائے حاجت محسوس ہو اور دوبارہ وضوء کیے تو کیا شروع سے سعی کرے یا جس چکر سے رکے وہی سے شروع کرے؟

    faut shuda logon ki taraf se umrah ke mutaliq sawal

    فوت شدہ لوگوں کی طرف سے عمرہ كے متعلق سوال


    فوت شدہ لوگوں کی طرف سے کیا ایک شخص کے لیے ایک عمرہ کافی ہے یا ایک سے زیادہ دو , تین یا چار کو ایک ساتھ ملا کر چاروں کی نیت کر کے ایک عمرہ کرنا ہے


    Agar koi shakhs pakistan se umrah ka iradah karta hai lekin sardi ki wajah se ihram nahi pehenta. lekin do din ke baad madinah ja kar ahram pehenta hai, to kya is par mahzoorat al ihram pakistan se shuru honge ya phir jab woh madinah mein ahram pehnay ga tab shuru honge ?

    اگر کوئی شخص پاکستان سے عمرہ کا ارادہ کرتا ہے لیکن سردی کی وجہ سے احرام نہیں پہنتا۔ لیکن دو دن کے بعد مدینہ جا کر احرام پہنتا ہے، تو کیا اس پر محظورات الاحرام پاکستان سے شروع ہوں گے یا پھر جب وہ مدینہ میں احرام پہنے گا تب شروع ہوں گے؟

    Umrah ka tawaf aur saee karne ke baad ek tawaf zyada karna chahta hon( tawaf zyarah).sawal hai ke yeh tawaf umrah ke baal katnay se pehlay kar satke hain ya iske baad karna hoga?

    عمرہ کا طواف اور سعی کرنے کے بعد ایک طواف زیادہ کرنا چاہتا ہوں (طواف زیارہ)۔ سوال ہے کہ یہ طواف عمرہ کے بال کاٹنے سے پہلے کر سکتے ہیں یا اس کے بعد کرنا ہو گا۔؟


    If a person intends to perform the Umrah before Ramadan and then performs it during Ramadan. Will this be considered as Umrah performed in Ramadhan?

    Umrah ki niyat ramadaan se pehlay karna aur phir umrah ramadaan mein karna. kya yeh ramadaan ka umrah samjha jaye ga?

    عمرہ کی نیت رمضان سے پہلے کرنا اور پہر عمرہ رمضان میں کرنا. کیا یہ رمضان کا عمرہ سمجھا جائے گا؟

    23051203 – Jab ihram baandh liye aur haram pohonch gaye hain to kya fauran Umrah karna farz ho jata hai? Kya der ya intezar karney se gunah hota hai?

    23051203 - جب احرام باندھ لیے اور حرم پہنچ گئے ہیں تو کیا فوراً عمرہ کرنا فرض ہو جاتا ہے ؟ کیا دیر یا انتظار کرنے سے گناہ ہوتا ہے ؟؟



    33. Question and Answers regarding Hajj and Umrah

    33. Hajj Aur Umrah Kay Mutaliq Sawal Aur Jawaab

    33. حج اور عمرہ کے متعلق سوال اور جواب

  • Hajj aur umrey ki niyyat aap ek sath Kar saktey hai ya alag alag karni hai? [00:00 – 03:32]
  • Tawaafe wida kispey wajib nahi hai? [03:33 – 03:53]
  • Kya badi umr ki aurat beghair mehram ke hajj Kar Sakti hai? [04:00 – 05:44]
  • Baal aur nakhoon na katne Ka hukm kiske liye hai? [06:00 – 07:42]
  • Haiza aurat ne mukammal umrah kiya ye jaantey huwey ki wo haiza hai. iska kya hukm hai? [07:43 – 08:05]
  • Kya dusro ke liye Hajj Kar sakte hai? [8:06 – 9:03]
  • Agar koi shaks Hajj ke mahino me Umrah karle aur uski niyat nahi thi hajj karney ki.Baad me Allah ne use towfeeq di hajj Karne ki to iska kya hukm hai? [09:02 – 13:59]
  • Kya muzdalifa me raat guzarna wajib hai? [14:00 – 17:00]
  • Jo log 12 tareekh ko Hajj khatam(taa’jjur) karna chahtey hain wo kya karein? [17:27 – 18:57]
  • Kya Arafat ke din khutbey aur namaz se farigh honey ke baad Hajj ki mubarakbad dena durust hai? [19:54 – 21:49]
  • Jabaley rahmat kay mutalliq [23:46-27:26]
  • Arafat ke roze ki kya fazilat hai – kya haaji bhi ye roza rakhega? [27:29 – 29:09]
  • Hajj Tamattu ki niyat Ka tareeqa kya hai? [29:20 – 30:29]
  • Jo log 12 tareekh ko nahi ruktey – 11 tareekh ko chaley jaatey hain unpey 3 waajibat reh jaati hain.Tawaafe wida waqt se pehle karna [30:30 – 31:52]
  • Kya Hajj Tamattu se Hajj Ifraad ki taraf aa saktey hai? [32:15-33:27]
  • Hajj me qurbani Ka janwar – janwar Ka token sath Leke Jane Ka masla [33:28-35:24]
  • Kya bachcha Qurbani kar sakta hai ya aurat Qurbani Kar Sakti hai? [35:25 – 35:46]
  • Qurbani , qurbani ki shartein [35:48 – 46:56]
  • Makrooz pe Qurbani hai? [46:56 – 48:05]
  • Hadi kisko kehtey hain aur fidiya ka masla? [52:16 – 54:54]
  • Qurbani ke janwar ke mutalliq Bai’yan lafz Ka kya matlab hai? [54:55 – 56:30]
  • Machine se Qurbani Karne Ka masla [56:38 – 1:00:06]
  • Qurbani ko kitnay hissay me takseem kia jaye [1:03:55 – 1:04:06]
  • Murdoon ki naam say Qurbani [1:04:10 – 1:04:28]
  • Bachon ko Eidi dene ka hukm [1:04:36 – 1:07:22]
  • Kiya Eid ke mubarakbad ke alfaaz kehna jayez hai? [1:07:26 – 1:08:23]
  • Eid ke din kon kon se amal karney hain [1:08:29 – 1:19:40]
  • Eid kay din Fajr ki namaz ba’jammat ada karna [1:09:03 – 1:09:44]
  • Behtar hai Fajr namaz say pehley ghusl kerna aur naye ya sabse behtareen kapray pehenna [1:09:45 – 1:10:18]
  • Eid ki namaz kay jana – ghar walay aur haiza aurton ko bhi leke jana [1:10:19 – 1:11:19]
  • Namaz ke baad Khutbah sunna Sunnat hai,Eid ki mubarakbad dena , galey bhi mil saktey hain – biddat nahi hai, agar asaani ho to doosrey raaste se wapis ghar jayein, Wapis aakey Qurbani [1:11:20 – 1:12:18]
  • Eid ki namaz say phelay 2 rakat namaz ka masla [1:13:48 – 1:15:51]
  • Eid ki Takbeerat [1:16:46 – 1:17:46]
  • Eid ke din Galey milna, Bosa lena – biddat hai ? [1:17:55 – 1:19:38]
  • Hajj Tamattu karney wala : Jeddah se gaya 6 tareekh ko – Umrah kiya – wapis Jeddah aagaya – Fir 8 tareekh ko Ihram baandh ke Jeddah se Mina chala gaya. Iska hukm [1:19:50 – 1:20:32]
  • Eid kay din Ghair Sharayi amaal [1:21:00 – 1:25:46]
  • Kiya ghair muslim ko Qurbani ka gosht de saktey hain? [1:26:57 – 1:27:37]
  • Hajj say gunah e kabeera , gunah e sagheera – dono maaf hotey hain ya nai? [1:27:39 – 1:29:51]
  • Farz Hajj karney karney ke baad usney Shirk Biddat se tauba ki hai – to kya uska wo Hajj gina jayega? [1:31:38 – 1:35:55]
  • Qabr pr jaakar Allah say murday kay Waseelay say mangna kaisey hai? [1:36:00 – 1:37:30]
  • Nabi Kareem SallahuAlaihi Wasalam ki taraf say Hajj kar saktey hain? [1:37:37 – 1:38:40]
  • Hajj karney ke baad naam kay agay ‘Hajji’ ya ‘Al Hajj’ lagana [1:38:44 – 1:41:54]
  • In 10 dinon me nek amaal kay Sawab [1:41:55 – 1:46:16]
  • Amal ki hifazat karna bohot mushkil hai – aisey kaunsey gunah hain amaal ko zaya kar deti hain [1:46:17 – 1:56:38]
  • 23051201 – Visit pe aaney waley log Umrah ke liye Ihram kahan se bandhengey? Dil ka irada aur azm mein faraq ki tafseeli wazahat

    23051201 - وزٹ پر آنے والے لوگ عمرہ کے لیے احرام کہاں سے باندھیں گے؟ دل کا ارادہ اور عزم میں فرق کی تفصیلی وضاحت۔



    17073101 - Is It proven from sunnah to inform and seek forgiveness from relatives before commencing for hajj or Umrah?

    17073101 – Kya ye sunnat se sabit hai kay jab bhi main hajj ya umrah ke liye jaun to rishtedaron ko batakey aur unsey maafi maang ke jaun?

    17073101 - کیا یہ سنت سے ثابت ہے جب بھی میں حج یا عمرہ کے لئے جاؤں تو رشتہ داروں کو بتاكے اور ان سے معافی مانگ کے جاؤں؟


    23111703 – Kya hajaat ka Umrah hota hai? yani kisi hajat ke liye jaisay nafil parhay jatay hain waisay umrah bhi kiya ja sakta hai?

    23111703 - کیا حاجات کا عمرہ ہوتا ہے؟ یعنی کسی حاجت کے لیے جیسے نفل پڑھے جاتے ہیں  ویسے عمرہ بھی کیا جا سکتا ہے؟


    24071904 – Mere aik dost ke waalid ko hospital mein dakhil kiya gaya hai aur usay unki iyadat ke liye Saudi arab aana hai, lekin wo seedha hospital jayega. uskey liye umrah ada karne ka kya hukum hai? kya usay pakistan se ihram bandhna hoga ya yahan pahonch kar, apne waalid ke ghar se ihram bandh sakta hai?

    24071904 - میرے ایک دوست کے والد کو ہسپتال میں داخل کیا گیا ہے اور اسے ان کی عیادت کے لیے سعودی عرب آنا ہے، لیکن وہ سیدھا ہسپتال جائے گا۔ اس کے لیے عمرہ ادا کرنے کا کیا حکم ہے؟ کیا اسے پاکستان سے احرام باندھنا ہوگا یا یہاں پہنچ کر اپنے والد کے گھر سے احرام باندھ سکتا ہے؟