[put_wpgm id=2]
  • No categories
  • 21070901 - A Question About The Fasts of Dhul Hijjah

    21070901 – Dhul hijjah ke pehlay 9 din ke rozon ke talluq se Sayeda Aisha [radiallaahu anha] ka qoul ke mutaliq sawal

    21070901 - ذوالحجہ کے پہلے نو دن کے روزوں کے تعلق سے سیدہ عائشہ رضی اللہ عنہا کا قول کے متعلق سوال

    23061603. Jis company mein, mayn kaam karta hon uska ek mulazim jo taqreeban 7 saal pehlay iss company mein kaam karta tha, usney company ke malik se farmaaish ki, hai ke woh usay hajj karwaye. Kya iss tarah ki farmaaish karna deeni aur ikhlaqi taur par jayez hai?

    23061603. جس کپمنی میں،میں کام کرتا ہوں اس کا ایک ملازم جو تقریبا 7 سال پہلے اسی کمپنی میں کام کرتا تھا، اس نے کمپنی کے مالک سے فرمائش کی ہے کہ وہ اسے حج کروائیں۔ کیا اس طرح کی فرمائش کرنا دینی اور اخلاقی طور پر جائز ہے؟

    17073101 - Is It proven from sunnah to inform and seek forgiveness from relatives before commencing for hajj or Umrah?

    17073101 – Kya ye sunnat se sabit hai kay jab bhi main hajj ya umrah ke liye jaun to rishtedaron ko batakey aur unsey maafi maang ke jaun?

    17073101 - کیا یہ سنت سے ثابت ہے جب بھی میں حج یا عمرہ کے لئے جاؤں تو رشتہ داروں کو بتاكے اور ان سے معافی مانگ کے جاؤں؟


    33. Question and Answers regarding Hajj and Umrah

    33. Hajj Aur Umrah Kay Mutaliq Sawal Aur Jawaab

    33. حج اور عمرہ کے متعلق سوال اور جواب

  • Hajj aur umrey ki niyyat aap ek sath Kar saktey hai ya alag alag karni hai? [00:00 – 03:32]
  • Tawaafe wida kispey wajib nahi hai? [03:33 – 03:53]
  • Kya badi umr ki aurat beghair mehram ke hajj Kar Sakti hai? [04:00 – 05:44]
  • Baal aur nakhoon na katne Ka hukm kiske liye hai? [06:00 – 07:42]
  • Haiza aurat ne mukammal umrah kiya ye jaantey huwey ki wo haiza hai. iska kya hukm hai? [07:43 – 08:05]
  • Kya dusro ke liye Hajj Kar sakte hai? [8:06 – 9:03]
  • Agar koi shaks Hajj ke mahino me Umrah karle aur uski niyat nahi thi hajj karney ki.Baad me Allah ne use towfeeq di hajj Karne ki to iska kya hukm hai? [09:02 – 13:59]
  • Kya muzdalifa me raat guzarna wajib hai? [14:00 – 17:00]
  • Jo log 12 tareekh ko Hajj khatam(taa’jjur) karna chahtey hain wo kya karein? [17:27 – 18:57]
  • Kya Arafat ke din khutbey aur namaz se farigh honey ke baad Hajj ki mubarakbad dena durust hai? [19:54 – 21:49]
  • Jabaley rahmat kay mutalliq [23:46-27:26]
  • Arafat ke roze ki kya fazilat hai – kya haaji bhi ye roza rakhega? [27:29 – 29:09]
  • Hajj Tamattu ki niyat Ka tareeqa kya hai? [29:20 – 30:29]
  • Jo log 12 tareekh ko nahi ruktey – 11 tareekh ko chaley jaatey hain unpey 3 waajibat reh jaati hain.Tawaafe wida waqt se pehle karna [30:30 – 31:52]
  • Kya Hajj Tamattu se Hajj Ifraad ki taraf aa saktey hai? [32:15-33:27]
  • Hajj me qurbani Ka janwar – janwar Ka token sath Leke Jane Ka masla [33:28-35:24]
  • Kya bachcha Qurbani kar sakta hai ya aurat Qurbani Kar Sakti hai? [35:25 – 35:46]
  • Qurbani , qurbani ki shartein [35:48 – 46:56]
  • Makrooz pe Qurbani hai? [46:56 – 48:05]
  • Hadi kisko kehtey hain aur fidiya ka masla? [52:16 – 54:54]
  • Qurbani ke janwar ke mutalliq Bai’yan lafz Ka kya matlab hai? [54:55 – 56:30]
  • Machine se Qurbani Karne Ka masla [56:38 – 1:00:06]
  • Qurbani ko kitnay hissay me takseem kia jaye [1:03:55 – 1:04:06]
  • Murdoon ki naam say Qurbani [1:04:10 – 1:04:28]
  • Bachon ko Eidi dene ka hukm [1:04:36 – 1:07:22]
  • Kiya Eid ke mubarakbad ke alfaaz kehna jayez hai? [1:07:26 – 1:08:23]
  • Eid ke din kon kon se amal karney hain [1:08:29 – 1:19:40]
  • Eid kay din Fajr ki namaz ba’jammat ada karna [1:09:03 – 1:09:44]
  • Behtar hai Fajr namaz say pehley ghusl kerna aur naye ya sabse behtareen kapray pehenna [1:09:45 – 1:10:18]
  • Eid ki namaz kay jana – ghar walay aur haiza aurton ko bhi leke jana [1:10:19 – 1:11:19]
  • Namaz ke baad Khutbah sunna Sunnat hai,Eid ki mubarakbad dena , galey bhi mil saktey hain – biddat nahi hai, agar asaani ho to doosrey raaste se wapis ghar jayein, Wapis aakey Qurbani [1:11:20 – 1:12:18]
  • Eid ki namaz say phelay 2 rakat namaz ka masla [1:13:48 – 1:15:51]
  • Eid ki Takbeerat [1:16:46 – 1:17:46]
  • Eid ke din Galey milna, Bosa lena – biddat hai ? [1:17:55 – 1:19:38]
  • Hajj Tamattu karney wala : Jeddah se gaya 6 tareekh ko – Umrah kiya – wapis Jeddah aagaya – Fir 8 tareekh ko Ihram baandh ke Jeddah se Mina chala gaya. Iska hukm [1:19:50 – 1:20:32]
  • Eid kay din Ghair Sharayi amaal [1:21:00 – 1:25:46]
  • Kiya ghair muslim ko Qurbani ka gosht de saktey hain? [1:26:57 – 1:27:37]
  • Hajj say gunah e kabeera , gunah e sagheera – dono maaf hotey hain ya nai? [1:27:39 – 1:29:51]
  • Farz Hajj karney karney ke baad usney Shirk Biddat se tauba ki hai – to kya uska wo Hajj gina jayega? [1:31:38 – 1:35:55]
  • Qabr pr jaakar Allah say murday kay Waseelay say mangna kaisey hai? [1:36:00 – 1:37:30]
  • Nabi Kareem SallahuAlaihi Wasalam ki taraf say Hajj kar saktey hain? [1:37:37 – 1:38:40]
  • Hajj karney ke baad naam kay agay ‘Hajji’ ya ‘Al Hajj’ lagana [1:38:44 – 1:41:54]
  • In 10 dinon me nek amaal kay Sawab [1:41:55 – 1:46:16]
  • Amal ki hifazat karna bohot mushkil hai – aisey kaunsey gunah hain amaal ko zaya kar deti hain [1:46:17 – 1:56:38]
  • 18050401 - If a woman has enough gold to suffice the expenses for Hajj, does it become obligatory upon her to perform Hajj?

    18050401 – Agar ek aurat ke paas itna sona hai jo hajj karne kay kharch ko poora kere to kya is par Hajj farz ho jata hai?

    18050401 - اگر ایک عورت کے پاس اتنا سونا ہے جو حج کرنے کے خرچ کو پورا کرے، تو کیا اس پر حج فرض ہو جاتا ہے؟

    19072801 – Baaz log jab Hajj Tamattu kartey hain to umrah karney ke baad wapis apney ghar jeddah aajatey hain – to kya ye durust hai ?

    19072801 - بعض لوگ جب حج تمتع کرتے ہیں تو عمرہ کرنے کے بعد واپس اپنے گھر جدہ آ جاتے ہیں تو کیا یہ درست ہے ؟


    18073101 - Is Hajj Obligatory Upon Her if She has Enough Gold to Cover Hajj Expenses But Her Husband is not Serious and Doesn’t Care?

    18073101 – Hajj ke kharch ke barabar sona maujood hai lekin khawand parwah nahi karta. kya mere upar hajj farz hai?

    18073101 - حج کے خرچ کے برابر سونا موجود ہے لیکن خاوند پرواہ نہیں کرتا, کیا میرے اوپر حج فرض ہے؟


    Should We Shorten Or Combine Prayers At Tents In Muzdalifah When Their Ruling is That of Mina?

    jo khaimay muzdalifa mein hain lekin hukum unka mina ka hai wahan namaz qasr ya jama karien ?

    جو خیمے مزدلفہ میں ہیں لیکن حکم ان کا منی کا ہے وہاں نماز قصر یا جمع کریں ؟