mein apne shohar ko kya kahoon jab woh mujh par car ki driving seekhnay ke liye dabao daaltay hain jabkay mujhe trafficka aur driving se marnay ka dar rehta hai. yeh masla tab shuru hota hai jab bachay ko school mein choarnay aur laane ki baat hoti hai baraye meharbani hamari quran o hadees ki roshni mein rahnumai krye

میں اپنے شوہر کو کیا کہوں جب وہ مجھ پر کار کی ڈرائیونگ سیکھنے کے لیے دباؤ ڈالتے ہیں جبکہ مجھے ٹرافک کا اور ڈرائیونگ سے مرنے کا ڈر رہتا ہے۔ یہ مسئلہ تب شروع ہوتا ہے جب بچے کو اسکول میں چھوڑنے اور لانے کی بات ہوتی ہے برائے مہربانی ہماری قرآن و حدیث کی روشنی میں رہنمائی کرئے