Main auraton ke kapray, zewaraat aur make-up ka saman bechti hon jabkay mujhe maloom hai ke woh un cheezon ko istemaal kar ke baghair parda ke bahar jaati hain. mera sawal hai ke kya un ke gunah mein, mein bhi shareek hon?

میں عورتوں کے کپڑے، زیوارت اور میک اپ کا سامان بیچتی ہوں جبکہ مجھے معلوم ہے کہ وہ ان چیزوں کو استعمال کر کے بغیر پردہ کے باہر جاتی ہیں۔ میرا سوال ہے کہ کیا ان کے گناہ میں، میں بھی شریک ہوں؟