23061602 – Mera tauheed par kaamil yaqeen hai. deen ki samajh ko sahaba ki samajh ke mutabiq lene par yaqeen hai aur uss par amal bhi hai.Lekin mere liye ye kyun zaroori hai ke main apne aap ko kisi firqa se bandhun?Mayn sirf apne aap ko musalman ya momin kyun nahi keh sakta?Log agar mere amal aur aqeedah ko dekh kar mujhe ahle hadees, wahabi ya Salafi kehte hain. Lekin mayn khud ko kisi firqa ke saath jodkar apna taaruf kyun karwaun?

23061602 - میرا توحید پر کامل یقین ہے۔ دین کی سمجھ کو صحابہ کی سمجھ کے مطابق لینے پر یقین ہے اور اس پر عمل بھی ہے۔ لیکن میرے لیے یہ کیوں ضروری ہے کہ میں اپنے آپ کو کسی فرقہ سے باندھوں؟ میں صرف اپنے آپ کو مسلمان یا مومن کیوں نہیں کہہ سکتا؟ لوگ اگر میرے عمل اور عقیدہ کو دیکھ کر مجھے اہل حدیث، وہابی یا سلفی کہتے ہیں۔ لیکن میں خود کو کسی فرقہ کے ساتھ جوڑ کر اپنا تعارف کیوں کرواؤں؟