Home delivery ke kaam mein baaz dafa sharaab ya beer waghera bhi deliver karni padtee hai.ye meri job mein shaamil hai. kya bahesiyat musalman kya yeh jayez hai ke un cheezon ki delivery karoon? jabkay baqi khanay peenay wali ashya bhi deliver karta hon. (England mein muqeem hon)

ہوم ڈیلیوری کے کام میں بعض دفعہ شراب یا بیئر وغیرہ بھی ڈیلیور کرنی پڑتی ہے۔ یہ میری جاب میں شامل ہے۔ کیا بحیثیت مسلمان کیا یہ جائز ہے کہ ان چیزوں کی ڈیلیوری کروں؟ جبکہ باقی کھانے پینے والی اشیاء بھی ڈیلیور کرتا ہوں۔(انگلینڈ میں مقیم ہوں)