hamaray ilaqay mein shadi ke liye chaand ko dekh kar shadi ki tareekh nikaali jati hai. 3 aur 18 waghera ko achaa nahi mana jata lekin mere khayaal se is ka Shariat se koi talluq nahi aur shadi ke liye koi bhi tareekh nikaali ja sakti hai. baraye meharbani is ki wazahat kere taakay meri bhi islaah hon aur mein yeh baat dosaron taq bhi pouncha sakun?

ہمارے علاقے میں شادی کے لیے چاند کو دیکھ کر شادی کی تاریخ نکالی جاتی ہے۔ 3 اور 18 وغیرہ کو اچھا نہیں مانا جاتا لیکن میرے خیال سے اس کا شریعت سے کوئی تعلق نہیں اور شادی کے لیے کوئی بھی تاریخ نکالی جاسکتی ہے۔ برائے مہربانی اس کی وضاحت کرے تاکہ میری بھی اصلاح ہوں اور میں یہ بات دوسروں تک بھی پہنچا سکوں