Ghar mein quran laga hota hai aur main ghar ka kaam karte hue quran ki tilawat sunti hon. To kya kaam kaaj kartey huwey quran sunna sahih hai ya laazim hai ke baith kar suna jaye ?

گھر میں قرآن لگا ہوتا ہے اور میں گھر کا کام کرتے ہوئے قرآن کی تلاوت سنتی ہوں۔ تو کیا کام کاج کرتے ہوئے قرآن سننا صحیح ہے۔ یا لازم ہے کہ بیٹھ کر سنا جائے؟