24012601 – Log rozay rakhtay hain magar namaz ka khaas ihtimaam nahi kiya jata. To aisay rozay jin mein namazain na parhi gayi ho un rozon ki qaza ki jaye? kya wo rozay dobarah rakhay jayen? aur ye bhi aam si baat hai ke rozay mein jhoot gheebat television tv dekhna yeh sab bhi aam baat hai. kya aisa roza sahih hai ya phir aisay rozon ko bhi dobarah rakha jaye yani unki bhi qaza ki jaye?

24012601 - لوگ روزے رکھتے ہیں مگر نماز کا خاص اہتمام نہیں کیا جاتا۔ تو ایسے روزے جن میں نمازیں نہ پڑھی گئیں ہوں ان روزوں کی قضا کی جائے؟ کیا وہ روزے دوبارہ رکھے جائیں؟ اور یہ بھی عام سی بات ہے کہ روزے میں جھوٹ غیبت ٹیلی ویژن دیکھنا یہ سب بھی عام بات ھے کیا ایسا روزہ صحیح ہے یا پھر ایسے روزوں کو بھی دوبارہ رکھا جائے یعنی ان کی بھی قضا کی جائے؟