Aaj kal corona ki wajah se pakistan aur dosray mumalik ki masajid mein 1.5 ya issey zyada faasla rakh kar bajamat namaz ada ki ja rahi hai aur Haram Shareef mein bhi aisa ho raha hai to kya yeh sahih hai quran o ahadees ki roshni mein?

آج کل کرونا کی وجہ سے پاکستان اور دوسرے ممالک کی مساجد میں 1.5 یا اس سے زیادہ فاصلہ رکھ کر باجماعت نماز ادا کی جا رہی ہے اور حرم شریف میں بھی ایسا ہو رہا ہے تو کیا یہ صحیح ہے قرآن و احادیث کی روشنی میں؟