Baaz taalib ilmoon ko Allah nay ilm diya hai, aur inhen mauqa milta hai ke logon ko jummay ke khutba ke zareya deen aur salafiyat skhayin. magar woh agay nahi barhatay ke hum abhi ilm haasil kar rahay hain. aap aisay taalib ilmoon ko kya naseehat karte hain?

بعض طالب علموں کو اللہ نے علم دیا ہے، اور انہیں موقع ملتا ہے کہ لوگوں کو جمعہ کے خطبہ کے ذریعہ دین اور سلفیت سکھائیں۔ مگر وہ آگے نہیں بڑھتے کہ ہم ابھی علم حاصل کر رہے ہیں۔ آپ ایسے طالب علموں کو کیا نصیحت کرتے ہیں؟