Maghrib ki azaan 10 minute ke baad hoti hai umm ul qurrah ke bataiye huwe waqt ke baad. Kya aftari azaan ke saath ki jayegi ya jo waqt bataya gaya hai uskey saath ki jayegi?

مغرب کی اذان دس منٹ کے بعد ہوتی ہے ام القرای کے بتائے ہوئے وقت کے بعد۔ کیا افطاری اذان کے ساتھ کی جائے گی یا جو وقت بتایا گیا ہے اس کے ساتھ کی جائے گی؟