agar maa baap Salafi nah hon aur woh beti ke liye ghair Salafi rishta dhoond rahay hain to kya woh mana karkay un ki nafarmani kar sakti hai jabkay walidain – apne ehsanaat yaad dilatey hain aur woh kis terhan se –apne liye rishta dhoond sakti hai kyunkay family Salafi nahi aur woh kisi Salafi behan ko bhi nahi janti

: اگر ماں باپ سلفی نہ ہوں اور وہ بیٹی کے لئے غیر سلفی رشتہ ڈھونڈ رہے ہیں تو کیا وہ منا کرکے ان کی نافرمانی کر سکتی ہے جبکہ والدین اپنے احسانات یاد دلاتے ہیں اور وہ کس طرح سے اپنے لیے رشتہ ڈھونڈ سکتی ہے کیونکہ فیملی سلفی نہیں اور وہ کسی سلفی بہن کو بھی نہیں جانتی۔