057: ghalat fehmi ka radd – Ain Jalut jung ke moqa par Saif deen qutz ne apne aap ko misr ke upar hukmaran mutayyan kar diya aur jihad ka hukum diya aur ulama ne bhi unka saath diya. to agar yeh shakhs Ameer ban sakta hai to aap hamein kyun mana karte hain .

057: غلط فہمی کا رد - عین جالوت جنگ کے موقعہ پر سیف دین قطر نے اپنے آپ کو مصر کے اوپر حکمران متعین کر دیا اور جہاد کا حکم دیا اور علماء نے بهی ان کا ساته دیا. تو اگر یہ شخص امیر بن سکتا ہے تو آپ ہمیں کیوں منع کرتے ہیں.