50. Chauteeswan qaidah – Quran Majeed mein kayi ayaat mein yeh dalalat hai ke jo shakhs is cheez ko tark kar deta hai jo iske liye naffa bakhsh hai jab ke woh usay pa sakta hai to usay yeh saza di jati hai ke woh nuqsandeh cheez mein mashghool ho jata hai aur usay naffa bakhash cheez ki taufeeq nahi milti

50. چونتیسواں قاعدہ: قرآن مجید میں کئی آیات میں یہ دلالت ہے کہ جو شخص اس چیز کو ترک کر دیتا ہے جو اس کے لیے نفع بخش ہے جب کہ وہ اسے پا سکتا ہے تو اسے یہ سزا دی جاتی ہے کہ وہ نقصان دہ چیز میں مشغول ہو جاتا ہے اور اسے نفع بخش چیز کی توفیق نہیں ملتی