23120107. Agar is waqt is maslay ka hal jehaad aur jung nahi hai to phir aur kya hal hai? kya sirf dars gaahon mein baith kar logon ko deeni taleem dena kaafi hai? logon ko bewaqoof na banayen iss waqt aqeedah ya badd aqeedah choden, is waqt koi jahmi, qadri maujood nahi hai.Kaun jahmi, qadri, raafdhi, ashari maturudi bidatti waghera ya badkaar hai aur kaun nahi hai yeh sab choden. hamein iss maslay ka fawri hal quran aur sunnat ki roshni mein batayein?

23120107. اگر اس وقت اس مسئلے کا حل جہاد اور جنگ نہیں ہے تو پھر اور کیا حل ہے؟ کیا صرف درس گاہوں میں بیٹھ کر لوگوں کو دینی تعلیم دینا کافی ہے؟ لوگوں کو بیوقوف نہ بنائیں اس وقت عقیدہ، بد عقیدہ کھیل چھوڑیں، اس وقت کوئی جہمی قدری موجود نہیں ہے، کون جہمی، قدری، رافضی، اشعری ماتوریدی بدعتی وغیرہ یا بدکار ہے اور کون نہیں ہے یہ سب چھوڑیں ہمیں اس مسئلے کا فوری حل قرآن اور سنت کی روشنی میں بتائیں؟