Dars No. 01 : Muqaddimah
Ta’aruf muallaf al kitaab, “bismillah” ke fawaaid aur paigaam, barkat, sabr wa shukr aur tauba, taharat aur tauheed
Dars No. 02 : Pehla Qaaidah
Laa ilaaha illallaah ka maana, tauheed ruboobiyat aur tauheed uloohiyat mein farq, sega al umoom ka maqsad, sab se pehla waajib mukallaf par? shuba ka jawab, qaum e Nooh alaihissalam mein shirk ki ibtida, tauheed e ruboobiyat par mushrikeen ke Makkah ka iqrar
Dars No. 03 : Doosra Qaaidah
Shafa’at ki tareef, shafa’at ki shartein, shafa’at ke mustahiq, jayaz aur najayaz waseela
Dars No. 04 : Teesra Qaaidah
Gair Allah ke liye ibadat sirf karna, kitab baag firdaus mein qissa, teesre qaaide ke fawaaid
Dars No. 05: Chautha Qaaidah
Aur us ke mutalliq chand masaail, pehle aur aaj ke mushrikeen mein farq kya kalma go bhi mushrik ho sakta hai? jhoote auliyaake chand qisse, chand shubhaat ka izala