Mujhey kisi shakhs ne kaha hai ke 2 tulaab ka dakhila apne school mein kara dein aur koshish karen ke kam se kam mein dakhila ho jaye.Jab mainey apne school mein baat ki to unhoney kaha ke 8000 mein dakhila ho jayega aur is mein se 50 % school mujhe dega. kya yeh mere liye sahih hai? kyunkey mujhe is shakhs ne kaam karne ko kaha hai,ye to iske sath sahih nahi ho ga.
/Mujhey kisi shakhs ne kaha hai ke 2 tulaab ka dakhila apne school mein kara dein aur koshish karen ke kam se kam mein dakhila ho jaye.Jab mainey apne school mein baat ki to unhoney kaha ke 8000 mein dakhila ho jayega aur is mein se 50 % school mujhe dega. kya yeh mere liye sahih hai? kyunkey mujhe is shakhs ne kaam karne ko kaha hai,ye to iske sath sahih nahi ho ga.
Mujhey kisi shakhs ne kaha hai ke 2 tulaab ka dakhila apne school mein kara dein aur koshish karen ke kam se kam mein dakhila ho jaye.Jab mainey apne school mein baat ki to unhoney kaha ke 8000 mein dakhila ho jayega aur is mein se 50 % school mujhe dega. kya yeh mere liye sahih hai? kyunkey mujhe is shakhs ne kaam karne ko kaha hai,ye to iske sath sahih nahi ho ga.
مجھے کسی شخص نے کہا ہے کہ دو طلاب کا داخلہ اپنے سکول میں کرا دیں اور کوشش کریں کہ کم سے کم میں داخلہ ہو جائے۔ جب میں نے اپنے سکول میں بات کی تو انہوں نے کہا کہ 8000 میں داخلہ ہو جائے گا اور اس میں سے 50% سکول مجھے دے گا۔ کیا یہ میرے لیے صحیح ہے؟ کیونکہ مجھے اس شخص نے کام کرنے کو کہا ہے، یہ تو اس کے ساتھ صحیح نہیں ہو گا۔