24071202 – khel kood ke talluq se sharai hukm kya hai? hamaray yahan tournament hotay hain jis mein shirkat ke liye hamein iski fees deni hoti hai aur jeetnay par hamein muqarara inaam diya jata hai. Iss tarah ke khelon mein aksar auqaat faraiz (khaas kar ke namaz) zaya ho jati hai. agar namaz zaya na ho tab bhi aisay khelon mein hissa lainay ya dekhnay ka kya hukum hai ?

24071202 - کھیل کود کے تعلق سے شرعی حکم کیا ہے؟ ہمارے یہاں ٹورنامنٹ ہوتے ہیں جس میں شرکت کے لیے ہمیں اس کی فیس دینا ہوتی ہے اور جیتنے پر ہمیں مقررہ انعام دیا جاتا ہے۔ اس طرح کے کھیلوں میں اکثر اوقات فرائض (خاص کر کے نماز) ضائع ہو جاتی ہے۔ اگر نماز ضائع نہ ہو تب بھی ایسے کھیلوں میں حصہ لینے یا دیکھنے کا کیا حکم ہے؟