24042603 – Kya khair al-quroon mein kisi ne apne aap ko ya kisi aur ko Salafi kaha hai? Jis tarah Ahl al-Sunnat wal-Jama’at, Ahl-e-Hadith waghera naam khair al-quroon mein sabit hain. Kyun ke logon ka kehna hai ke Ibn Taymiyyah rahimahullah se pehle ye (Salafi) naam maujood nahin tha.

24042603 - کیا خیر القرون میں کسی نے اپنے آپ کو یا کسی اور کو سلفی کہا ہے؟ جس طرح اہل سنت والجماعت، اہل حدیث وغیرہ نام خیر القرون میں ثابت ہیں۔ کیوں کہ لوگوں کا کہنا ہے کہ ابن تیمیہ رحمہ اللہ سے پہلے یہ(سلفی) نام موجود نہیں تھا۔