[put_wpgm id=2]
  • No categories
  • ( پانچواں رکن ( حج

    27: Hajj Ki Farziyaat Aur Tareekh – waqiya Ibraheem علیہ السلام

    27: حج کی فرضیت اور تاریخ - واقعہ ابراہیم علیہ السلام

    Hajj Ki Farziyaat Aur Tareekh, Waqiyaa Ibraheem Alhi Asalaam

    حج کی فرضیت اور تاریخ، واقعہ ابراہیم علیہ السلام

    28: Hajj Say Pehlay – Talbiya Ka Mafhoom Aur Peghaam

    28: حج سے پہلے - تلبیہ کا مفہوم اور پیغام

    Hajj Say Pehlay, Talbiya Ka Mafhoom Aur Peghaam

    حج سے پہلے، تلبیہ کا مفہوم اور پیغام

    32: Hajj Aur Umrah Kay Mutaliq Sawaal Aur Jawaab

    32: حج اور عمرہ کے متعلق سوال اور جواب

    Hajj Aur Umray Kay Mutaliq Sawaak Aur Jawaab

    حج اور عمرہ کے متعلق سوال اور جواب

    33. Question and Answers regarding Hajj and Umrah

    33. Hajj Aur Umrah Kay Mutaliq Sawal Aur Jawaab

    33. حج اور عمرہ کے متعلق سوال اور جواب

  • Hajj aur umrey ki niyyat aap ek sath Kar saktey hai ya alag alag karni hai? [00:00 – 03:32]
  • Tawaafe wida kispey wajib nahi hai? [03:33 – 03:53]
  • Kya badi umr ki aurat beghair mehram ke hajj Kar Sakti hai? [04:00 – 05:44]
  • Baal aur nakhoon na katne Ka hukm kiske liye hai? [06:00 – 07:42]
  • Haiza aurat ne mukammal umrah kiya ye jaantey huwey ki wo haiza hai. iska kya hukm hai? [07:43 – 08:05]
  • Kya dusro ke liye Hajj Kar sakte hai? [8:06 – 9:03]
  • Agar koi shaks Hajj ke mahino me Umrah karle aur uski niyat nahi thi hajj karney ki.Baad me Allah ne use towfeeq di hajj Karne ki to iska kya hukm hai? [09:02 – 13:59]
  • Kya muzdalifa me raat guzarna wajib hai? [14:00 – 17:00]
  • Jo log 12 tareekh ko Hajj khatam(taa’jjur) karna chahtey hain wo kya karein? [17:27 – 18:57]
  • Kya Arafat ke din khutbey aur namaz se farigh honey ke baad Hajj ki mubarakbad dena durust hai? [19:54 – 21:49]
  • Jabaley rahmat kay mutalliq [23:46-27:26]
  • Arafat ke roze ki kya fazilat hai – kya haaji bhi ye roza rakhega? [27:29 – 29:09]
  • Hajj Tamattu ki niyat Ka tareeqa kya hai? [29:20 – 30:29]
  • Jo log 12 tareekh ko nahi ruktey – 11 tareekh ko chaley jaatey hain unpey 3 waajibat reh jaati hain.Tawaafe wida waqt se pehle karna [30:30 – 31:52]
  • Kya Hajj Tamattu se Hajj Ifraad ki taraf aa saktey hai? [32:15-33:27]
  • Hajj me qurbani Ka janwar – janwar Ka token sath Leke Jane Ka masla [33:28-35:24]
  • Kya bachcha Qurbani kar sakta hai ya aurat Qurbani Kar Sakti hai? [35:25 – 35:46]
  • Qurbani , qurbani ki shartein [35:48 – 46:56]
  • Makrooz pe Qurbani hai? [46:56 – 48:05]
  • Hadi kisko kehtey hain aur fidiya ka masla? [52:16 – 54:54]
  • Qurbani ke janwar ke mutalliq Bai’yan lafz Ka kya matlab hai? [54:55 – 56:30]
  • Machine se Qurbani Karne Ka masla [56:38 – 1:00:06]
  • Qurbani ko kitnay hissay me takseem kia jaye [1:03:55 – 1:04:06]
  • Murdoon ki naam say Qurbani [1:04:10 – 1:04:28]
  • Bachon ko Eidi dene ka hukm [1:04:36 – 1:07:22]
  • Kiya Eid ke mubarakbad ke alfaaz kehna jayez hai? [1:07:26 – 1:08:23]
  • Eid ke din kon kon se amal karney hain [1:08:29 – 1:19:40]
  • Eid kay din Fajr ki namaz ba’jammat ada karna [1:09:03 – 1:09:44]
  • Behtar hai Fajr namaz say pehley ghusl kerna aur naye ya sabse behtareen kapray pehenna [1:09:45 – 1:10:18]
  • Eid ki namaz kay jana – ghar walay aur haiza aurton ko bhi leke jana [1:10:19 – 1:11:19]
  • Namaz ke baad Khutbah sunna Sunnat hai,Eid ki mubarakbad dena , galey bhi mil saktey hain – biddat nahi hai, agar asaani ho to doosrey raaste se wapis ghar jayein, Wapis aakey Qurbani [1:11:20 – 1:12:18]
  • Eid ki namaz say phelay 2 rakat namaz ka masla [1:13:48 – 1:15:51]
  • Eid ki Takbeerat [1:16:46 – 1:17:46]
  • Eid ke din Galey milna, Bosa lena – biddat hai ? [1:17:55 – 1:19:38]
  • Hajj Tamattu karney wala : Jeddah se gaya 6 tareekh ko – Umrah kiya – wapis Jeddah aagaya – Fir 8 tareekh ko Ihram baandh ke Jeddah se Mina chala gaya. Iska hukm [1:19:50 – 1:20:32]
  • Eid kay din Ghair Sharayi amaal [1:21:00 – 1:25:46]
  • Kiya ghair muslim ko Qurbani ka gosht de saktey hain? [1:26:57 – 1:27:37]
  • Hajj say gunah e kabeera , gunah e sagheera – dono maaf hotey hain ya nai? [1:27:39 – 1:29:51]
  • Farz Hajj karney karney ke baad usney Shirk Biddat se tauba ki hai – to kya uska wo Hajj gina jayega? [1:31:38 – 1:35:55]
  • Qabr pr jaakar Allah say murday kay Waseelay say mangna kaisey hai? [1:36:00 – 1:37:30]
  • Nabi Kareem SallahuAlaihi Wasalam ki taraf say Hajj kar saktey hain? [1:37:37 – 1:38:40]
  • Hajj karney ke baad naam kay agay ‘Hajji’ ya ‘Al Hajj’ lagana [1:38:44 – 1:41:54]
  • In 10 dinon me nek amaal kay Sawab [1:41:55 – 1:46:16]
  • Amal ki hifazat karna bohot mushkil hai – aisey kaunsey gunah hain amaal ko zaya kar deti hain [1:46:17 – 1:56:38]