25120506 – Kya sunnat namaz ba-jamaat parhna jayez hai?
25120506 - کیا سنت نماز باجماعت پڑھنا جائز ہے؟
• میری بہن جس کی سہیلی ایک مدرسے میں جاتی ہے (وہاں پر دوسرے بچوں کو حفظ بھی کرایا جاتا ہے) وہاں پر مغرب کی فرض نماز کے بعد سنت نماز پھر سے جماعت سے کرائی جاتی ہے اور بچوں کا جن کا حفظ ہو چکا ہے وہ اس نماز میں بلند آواز سے وہ سورہ پڑھتی ہے تاکہ ان کا ریویژن ہو اور دوسری بچیاں اسے سن کے یاد کر سکے۔ کیا ایسی صورت میں سنت نماز باجماعت پڑھنا صحیح ہے اور کیا یہ مقبول ہوگی؟
• Meri behn jis ki saheli ek madrasay mein jati hai (wahan par doosray bachon ko hifz bhi karaya jata hai), wahan par Maghrib ki farz namaz ke baad sunnat namaz phir se jamaat se karai jati hai aur bachiyon ka jin ka hifz ho chuka hai woh is namaz mein buland awaaz se woh surah parhti hai taake un ka revision ho aur doosri bachiyan usey sun kar yaad kar saken. Kya aisi surat mein sunnat namaz ba jamaat parhna sahi hai aur kya yeh maqbool hogi?
[put_wpgm id=2]

