22040101 – Safar mein qasr karne ka sahih tareeqa kya hai?

22040101 - سفر میں قصر کرنے کا صحیح طریقہ کیا ہے؟


جب ہم سفر کی نیت کر لیں اور نماز کا وقت ہو جائے تو ہم اپنے گھر سے ہی قصر پڑھیں گیں یا پھر 80 کلومیٹر کی مسافت کے بعد قصر ہوگی؟ اور کیا جدہ والے مکہ یا حرم شریف میں قصر پڑھیں گئیں جماعت کے علاوہ یا انفرادی طور پر پوری نماز ادا کریں گئیں؟ سفر میں قصر کرنے کا صحیح طریقہ کیا ہے؟

Jab hum safar ki niyat kar lein aur namaz ka waqt ho jaye to hum apne ghar se hi qasr parhengey ya phir 80 kilometer ki masafat ke baad qasr hogi? aur kya Jeddah walay Makkah ya Haram Shareef mein qasr parhengey jamaat ke ilawa ya infiradi tor par poori namaz ada karengey? Safar mein qasr karne ka sahih tareeqa kya hai?