25082902 – Sheikh Muhtaram, ek ishqal hai ke ahadith mein Dajjal ke fitne se bachne ke liye Surah Al-Kahf ki ibtidaai aayat parhne ki talqeen aayi hai, to kya is Surah Al-Kahf ki tafseer mein Dajjal se talluq aur uske fitno ki taraf koi ishara milta hai aur kya iska Hazrat Nuh alaihis-salam ke qisse ya unki qoum ke halaat se koi rabt bayan kiya gaya hai?

25082902 - شیخ محترم ایک اشکال ہے احادیث میں دجال کے فتنے سے بچنے کے لیے سورت الکہف کی ابتدائی آیات پڑھنے کی تلقین آئی ہے تو کیا اس سورت الکہف کی تفسیر میں دجال سے تعلق اور اس کے فتنوں کی طرف کوئی اشارہ ملتا ہے اور کیا اس کا حضرت نوح علیہ السلام کے قصے یا ان کی قوم کے حالات سے کوئی ربط بیان کیا گیا ہے؟