24080202 – Ek bhai ka sawal hai ke islam mein jitne bhi ibadaat hain wo arabi mein hi kyun karna chahiye jab ke hamein arabi aati‬ hi nahi hai. kya hum ye ibadaat jaisay farz namaz ko hum apni zabaan mein ada nahi kar satke? agar nahi kar satke to iski daleel kya hai ?

24080202 - ایک بھائی کا سوال ہے کہ اسلام میں جتنے بھی عبادات ہیں وہ عربی میں ہی کیوں کرنا چاہیے جب کہ ہمیں عربی اتی ہی نہیں ہے۔  کیا ہم یہ عبادات جیسے فرض نماز کو ہم اپنی زبان میں ادا نہیں کر سکتے؟ اگر نہیں کر سکتے تو اس کی دلیل کیا ہے؟