English | اردو

+966 501793200

Thalathatul Usool > Pdf Urdu


Dars No. 01

Aqeeday ki ta’reef, aqeeday ki ‘ilm ki ahmiyat, aqeeday ke mukhtalif naam, buniyadi masaa’il jinka ta’lluq aqeeday se hai, salaf-us-saliheen ne iss aqeeday ka kaise ehtamaam kiya?

Dars No. 02

Pehla Muqaddmah, ta’reef Muhammad bin Abdul Wahhaab, chaar cheezon (Ilm, amal, da’wat, sabr) ka jaanna, daleel ki ahmiyat, amal ki ahmiyat, da’wat o tableegh ki chand buniyadein, sabr ki ahmiyat

Dars No. 03

Doosra Muqaddmah, teen masaa’il ka jaanna, al walaa wal baraa (dosti aur dushmani) ki aham buniyadein

Dars No. 04

Teesra muqaddmah, aqeeday ki ilm ki buniyadi baatein, mukhtasar qissa-e Ibraheem alaihis salam, muhabbat aur ishq mein farq, teen buniyadi usool ka jaanna, qabr aur qiyamat ke chand munazir

Dars No. 05

Pehla Usool, tawakkul karna, ta’zeemi sajdah karna, ‘aqli daleel, ibadat ki ta’reef, ibadat ke aqsaam, har mushrik kaafir hai lekin har kaafir mushrik nahi, salafiyyat

Dars No. 06

Dha’eef Hadeeth, (du’a) pukaarne ki qismein, (khauf) darrne ki qismein, tawakkul, rughbat wa rahbat, ibadat ke teen arkaan, khushiyat, inaabat

Dars No. 07

Madad talab karna, iyyaka na’budu wa iyyaka nasta’een, madad talab karne ki sooratein, bachchon ki tarbiyat, panaah maangna, qurbaani karna, nazar