013. Sharh us Sunnah – Point No 9

013. شرح السنة - پوائنٹ نمبر 9


• یاد رکھو!(سیدھی) راہ سے نکل جانا دو طرح ہوتا ہے۔ ایک شخص راہ(حق)سے پھسل گیا اور وہ خیر کا ارادہ رکھتا تھا ، تو اس کی لغزش کی پیروی نہیں کی جائے گی، کیونکہ وہ ہلاک ہونے والا ہے۔ دوسرے نے حق سے دشمنی کی ، اور اس راہ کی مخالفت کی جس پر اس سے پہلے متقی لوگ گامزن تھے، ایسا شخص گمراہ، گمراہ گر، اور اس امت میں سرکش شیطان ہے، اس شخص کا فرض بنتا ہے جو اسکی حقیقت سے واقف ہے کہ وہ لوگوں کو اس سے ڈرائے اور لوگوں کواس کاقصہ (حقیقت)بیان کرے تا کہ کوئی اسکی بدعت میں گرفتار ہو کر ہلاک نہ ہو۔


• Yaad rakho! (seedhi) raah se nikal jana do tarah hota hai. Aik shakhs raah ( haq ) se phisal gaya aur wo khayr ka irada rakhta tha, to iski laghzish ki pairwi nahi ki jayegi, kyunkay wo halaak honay wala hai. dosray ne haq se dushmani ki, aur is raah ki mukhalifat ki jis par is se pehlay muttaqi log gamzan thay. aisa shakhs gumraah, gumraah gar, aur is ummat mein sarkash shaitan hai, uss shakhs ka farz bantaa hai jo uski haqeeqat se waaqif hai ke wo logon ko uss se daraye aur logon ko uska qissa ( haqeeqat ) bayan karey taakey koi uski biddat mein giraftar ho kar halaak na ho