[put_wpgm id=2]
  • No categories
  • Usool ath Thalatha-Dars No.19:

    توحید حاکمیت کے متعلق چند بنیادی باتیں

    Tauheede haakimiyat ke mutalliq chand buniyadi baatein, hukmraan ke kaafir hone ki chand sooratein, kufr akbar ki 6 sooratein, aur do buniyadi baatein, kufr asgar ki teen sooratein, tashreeh e aam, takfeer wa tafjeer

    ، کفر اکبر اور اصغر کی صورتیں

    Dars No. 1

    درس نمبر 1

    Aqeeday ki ta’reef, aqeeday ki ‘ilm ki ahmiyat, aqeeday ke mukhtalif naam, buniyadi masaa’il jinka ta’lluq aqeeday se hai, salaf-us-saliheen ne iss aqeeday ka kaise ehtamaam kiya?

    عقیدہ کی تعریف، اہمیت ، مختلف نام اور بنیادی مسائل

    Dars No. 2

    درس نمبر 2

    Pehla Muqaddmah, ta’reef Muhammad bin Abdul Wahhaab, chaar cheezon (Ilm, amal, da’wat, sabr) ka jaanna, daleel ki ahmiyat, amal ki ahmiyat, da’wat o tableegh ki chand buniyadein, sabr ki ahmiyat

    پہلا مقدمہ، مصنف کا تعارف، چار چیزوں(علم، عمل، دعوت ، صبر) کا جاننا

    Dars No. 3

    درس نمبر 3

    Doosra Muqaddmah, teen masaa’il ka jaanna, al walaa wal baraa (dosti aur dushmani) ki aham buniyadein

    دوسرا مقدمہ، تین مسائل کا جاننا، دوستی اور دشمنی کی اہم بنیادیں

    Dars No. 4

    درس نمبر 4

    Teesra muqaddmah, aqeeday ki ilm ki buniyadi baatein, mukhtasar qissa-e Ibraheem alaihis salam, muhabbat aur ishq mein farq, teen buniyadi usool ka jaanna, qabr aur qiyamat ke chand munazir

    تیسرا مقدمہ اور تین بنیادی اصول کا جاننا

    Usool ath Thalatha-Dars No.5:

    پہلا اصل: اللہ تعالی کی معرفت ، عبادت کی تعریف اور قسمیں

    Pehla Usool, tawakkul karna, ta’zeemi sajdah karna, ‘aqli daleel, ibadat ki ta’reef, ibadat ke aqsaam, har mushrik kaafir hai lekin har kaafir mushrik nahi, salafiyyat

    پہلا اصل: اللہ تعالی کی معرفت ، عبادت کی تعریف اور قسمیں

    Usool ath Thalatha-Dars No.6:

    عبادات: دعا، خوف، توکل، رغبت ، خشیت اور انابت

    Dha’eef Hadeeth, (du’a) pukaarne ki qismein, (khauf) darrne ki qismein, tawakkul, rughbat wa rahbat, ibadat ke teen arkaan, khushiyat, inaabat

    عبادات: دعا، خوف، توکل، رغبت ، خشیت اور انابت

    Usool ath Thalatha-Dars No.7:

    عبادات: استعانہ، استعاذہ، قربانی اور نذر

    Madad talab karna, iyyaka na’budu wa iyyaka nasta’een, madad talab karne ki sooratein, bachchon ki tarbiyat, panaah maangna, qurbaani karna, nazar

    عبادات: استعانہ، استعاذہ، قربانی اور نذر

    Usool ath Thalatha-Dars No.8:

    پچھلے دروس کا خلاصہ ، دلیل کی تعریف اور اہمیت

    Pichhle duroos se pehle usool tak ka khulasa aur fawaa’id, daleel ki ta’reef, daleel ki ahmiyat

    پچھلے دروس کا خلاصہ ، دلیل کی تعریف اور اہمیت

    Usool ath Thalatha-Dars No.9:

    دوسرا اصل:دین کی معرفت ، اسلام کی تعریف، شرک اور اہل شرک

    Doosra usool, deen-e-Islam ko jaanna daleel ke saath(tashreeh), daleel jaanne ke ahmiyat wa fawaa’id, taqleed ki ta’reef, majosi mazhab, islam ki ta’reef, shirk aur ahle shirk

    دوسرا اصل:دین کی معرفت ، اسلام کی تعریف، شرک اور اہل شرک

    Usool ath Thalatha-Dars No.10:

    دین کا پہلا مرتبہ:(ارکان اسلام)، کلمہ شہادت کی تفسیر

    Islam ke teen martabe, arkaan-e-Islam, rukn aur shart me farq, namaz ki ahmiyat, la ilaaha illallah ke alfaaz me Allah ki hikmat, kalma-e-shahadat ki tafseer

    دین کا پہلا مرتبہ:(ارکان اسلام)، کلمہ شہادت کی تفسیر

    11. Dars No.11 – Kalma-e-shahadat ki tafseer aur munkareen e hadees ka radd, dunyawi aur barzakhi zindagi

    11. درس نمبر11 - کلمہ شہادت کی تفسیر اور منکرین حدیث کا رد، دنیاوی اور برزخی زندگی

    Muhammadur Rasoolullah (sallallahu alaihi wa sallam) ka ma’na, rahmatal lil aalameen, kalma-e-shahadat ka maa’na, ‘abduhu wa rasooluh’ ke alfaz ki hikmat, munkireen-e-hadeeth, abduhu wa rasooluh kaa galat mafhoom, ‘ashhadu anna Muhammadun abduhu wa rasooluh’ ke taqaazay, duniyawi wa barzakhi zindagi

    کلمہ شہادت کی تفسیر اور منکرین حدیث کا رد، دنیوی اور برزخی زندگی

    12. Dars No.12 – Namaaz,Zakaat,roza aur hajj ki daleel – Deen ka doosra martaba: Eeman

    12. درس نمبر12 - نماز، زکاۃ ، روزہ اور حج کی دلیل ، دین کا دوسرا مرتبہ: ایمان

    Namaaz aur Zakaat ki daleel, roza ki daleel, hajj ki daleel, hajj ke arkaan waajibaat, eemaan ki ta’reef wa arkaan, eemaan men kami aur zyadati, islaam aur eemaan mein farq, eemaan ke mukhtalif hissay (mukhtasar)

    (نماز، زکاۃ ، روزہ اور حج کی دلیل ، دین کا دوسرا مرتبہ:(ایمان

    13. Dars No.13 – Deen ka teesra martabah(Ihsaan): Hadeeth e Jibraeel alaihis salaam kay aham fawaa’id

    13. درس نمبر 13 - دین کا تیسرا مرتبہ(احسان): حدیث جبریل (علیہ السلام)کے اہم فوائد

    Teesra Martabah (Ihsaan), ihsaan ke arkaan, taqdeer ke munkireen, hadeeth e Jibraeel alaihis salaam aur usme aham fawaa’id ka bayaan, Allah wa rasoolah ilm kehne ki tafseel

    دین کا تیسرا مرتبہ : (احسان)، حدیث جبریل (علیہ السلام)کے اہم فوائد

    14. Dars No.14 – Usool ath Thalatha

    14. درس نمبر 14 - تیسرا اصل:نبی(ﷺ)کی معرفت، حلیہ مبارک، نسب، پیدائش اور وفات

    Teesra Usool, Nabi Kareem sallallahu alaihi wa sallam ki m’aarfat, Nabi Kareem sallallahu alaihi wa sallam ko jaanna kyon zaroori hai, aur kaisay jaanna chahiye? Ta’if ka safar, Aap sallallahu alaihi wa sallam ka huliya e mubarak, khwaab deen ka hissa nahee ho sakta, Aap sallallahu alaihi wa sallam ka nasab e mubarak, nasab jaanne ka faaida, Aap sallallahu alaihi wa sallam ki paidaaish aur wafaat

    تیسرا اصل:نبی(ﷺ)کی معرفت، حلیہ مبارک، نسب، پیدائش اور وفات

    15. Dars No.15 – Usool ath Thalatha

    15. درس نمبر 15 - پہلی وحی نزول، وحی کی بعد آپ(ﷺ) کی کفیت ، اسراو معراج قصہ

    Pehli wahee ka nuzool, insaan ki haqeeqat, Ilm haasil karne ki ahmiyat, wahee ke baad Aap sallallahu alaihi wa salam ki kaifiyat, doosri wahee ka nuzool aur uska maa’na, tauheed ki tableegh wa ahmiyat, qissa e israa wa me’raaj (mukhtasar), maut aur aakhirat ke chand munaazir

    پہلی وحی نزول، وحی کی بعد آپ(ﷺ) کی کفیت ، اسراو معراج قصہ

    Usool ath Thalatha-Dars No.16

    ہجرت کا وقعہ، کافروں کے ملک میں رہنے کے چند ضوابط، صلح حدیبہ

    Madeenah ki taraf hijrat, hijrat ka safar, gaar-e-thawr ka waqi’a, Sayyiduna Umar bin Khattab ka qissa (mukhtasar), gair Muslim mulk me rehne ke chand zawaabit, Sulah Hudaibiyah ke qisse me se ba’az aham paigaam

    ہجرت کا وقعہ، کافروں کے ملک میں رہنے کے چند ضوابط، صلح حدیبہ

    Usool ath Thalatha-Dars No.17:

    ہجرت کی تعریف اوریہ قیامت تک باقی رہے گی، مدنی زندگی کا عرصہ

    Hijrat ki ta’reef aur uske mutalliq aham buniyadein, hijrat qayamat tak baaqi hai, 99 qatal karne wale shakhs ka qissa, qana’at, Aap sallallahu alaihi wa sallam ki Madni zindagi (mukhtasar), tauheed, Aap sallallahu alaihi wa sallam ke chand khasaais, Aap sallallahu alaihi wa sallam ki marz al maut, Aap sallallahu alaihi wa sallam ka khutba, Aap sallallahu alaihi wa sallam ke aakhiri maut ke lamhaat, Sayyiduna Abu Bakr as-Sideeq (radhi allahu anhu) ka khutbah aur us mein hikmat

    ہجرت کی تعریف اوریہ قیامت تک باقی رہے گی، مدنی زندگی کا عرصہ

    Usool ath Thalatha-Dars No.18:

    ہر خیر و شر سے بنی(ﷺ)نے آگاہ کیا ہے، نبی(ﷺ) کی موت پر دلیل

    Koi aisa khayr nahee aur koi aisa shar nahee jo Aap sallallahu alaihi wa sallam ne bayan na kiya ho, khayr ki wazaahat, ‘al yauma akmaltu lakum deenukum’, Aap sallallahu alaihi wa sallam ki maut par daleel, kya Nabi Kareem sallallahu alaihi wa sallam duniyawi zindagi mein zinda hain? Baaise baad al maut, al hukm bigair ma anzalallaah aur jihaad (mukhtasar)

    ہر خیر و شر سے بنی(ﷺ)نے آگاہ کیا ہے، نبی(ﷺ) کی موت پر دلیل