16091101 – Eid ki namaz se pehlay qurbani karney ka hukum jab ke qurbani mein shareek logon ki namaz ke auqaat mukhtalif hon

16091101 - عید کی نماز سے پہلے قربانی کرنے کا حکم جب کہ قربانی میں شریک لوگوں کی نماز کے اوقات مختلف ہوں

ke hum log aik oont zibah kar rahay hain aur hum saat log is oont ki qurbani mein shareek hain. masla yeh hai ke hum mein se baaz log eid namaz pehlay parh len ge aur baaz log eid namaz kuch der se baad mein parheen ge. to kya hum qurbani dosray logon se pehlay kar satke hain jinhon ne abhi eid ki namaz nahi parhi ?

کہ ہم لوگ ایک اونٹ ذبح کر رہے ہیں اور ہم سات لوگ اس اونٹ کی قربانی میں شریک ہیں۔ مسئلہ یہ ہے کہ ہم میں سے بعض لوگ عید نماز پہلے پڑھ لیں گےاور بعض لوگ عید نماز کچھ دیر سے بعد میں پڑھیں گے۔ تو کیا ہم قربانی دوسرے لوگوں سے پہلے کر سکتے ہیں جنہوں نے ابھی عید کی نماز نہیں پڑھی ؟